Dil Ko Karaar Aaya (feat. Yasser Desai)
Hindi

Paroles de Dil Ko Karaar Aaya (feat. Yasser Desai)

GenrePop
Durée4:11
Langue originaleHindi
Vues975
AaLecture
Taille 18

Paroles originales

HI
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
dua bhi lage na mujhe dawaa bhi lage na mujhe jabse dil ko mere tu laga hai neend raaton ki meri chaahat baaton ki meri chain ko bhi mere tune yun thaga hai jab saansein bharu main band aankhein karoon main nazar tu yaar aaya dil ko karaar aaya tujhpe hai pyaar aaya pehli pehli baar aaya o yaara dil ko karaar aaya tujhpe hai pyaar aaya pehli pehli baar aaya o yaara oo hmm har roz puche yeh hawaayein hum to bata ke haare kyun zikr tera karte hai humse taare har roz puche ye hawaayein hum to bata ke haare kyun zikr tera karte hai humse taare ab kisse hai tere inn hothon pe mere izhaar aaya yaara dil ko karaar aaya tujhpe hai pyaar aaya pehli pehli baar aaya o yaara dil ko karaar aaya tujhpe hai pyaar aaya pehli pehli baar aaya o yaara

Plus de Neha Kakkar

Neha Kakkar →

Paroles similaires