Kahaan Se Aaye Badarva, Bairi
SL

Paroles de Kahaan Se Aaye Badarva, Bairi

GenreWorld Music
Durée45:48
Langue originaleSL
Vues192
AaLecture
Taille 18

Paroles originales

SL
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
kahaan se aaye badarva, bairi - 3 kahaan se aaye badarva...... laaye yaad piya ki - 2, badarva kahaan se aaye badarva, bairi - 2 pyaasi dharati nain bichhaye - 2 tadap tadap ke (bulaaye badrva - 2) kahaan se aaye badarva, bairi kahaan se aaye badarva...... palakan mein asuvan ki ladiyaan - 2 take raah saajan ki badarva - 2 saajan ki badarva kahaan se aaye badarva, bairi kahaan se aaye badarva...... sukhein honth aur khaali pyaale - 2 roj pukaare (kaare badrva - 2) kahaan se aaye badarva, bairi kahaan se aaye badarva...... laaye yaad piya ki - 2, badarva kahaan se aaye badarva, bairi - 2

Plus de Sadhana Sargam

Sadhana Sargam →

Paroles similaires