Sitaara Aankhein
Turc

Paroles de Sitaara Aankhein

GenreAlternativo Indie
Durée5:09
Langue originaleTurc
Vues292
AaLecture
Taille 18

Paroles originales

TR
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitaara aankhein Kabhi sharaarat kabhi mohabbat har ek pal ek ishaara aankhein Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitara aankhein Kabhi sharaarat kabhi mohabbat har ek pal ek ishaara aankhein Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitaara aankhein Kabhi ye aankhein hain neeli jheelein kabhi ye aankhein hain jaam jaise Kabhi ye aankhein hain neeli jheelein kabhi ye aankhein hain jaam jaise Kabhi hai subahon si ujli ujli kabhi nasheeli ki shaam jaise Kabhi nazaaron ke dekhti hain kabhi hain khud ek nazaara aankhein Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitara aankhein Kabhi sharaarat kabhi mohabbat har ek pal ek ishaara aankhein Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitaara aankhein Kabhi ye aankhein jo meherbaan hon to main zara sa ye kaam kar loon Kabhi ye aankhein jo meherbaan hon to main zara sa ye kaam kar loon Salaam karne ki aarzoo hai idhar jo dekhe salaam kar loon Main aankhon aankhon mein ye bhi keh doon na hongi aisi dubaara aankhein Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitara aankhein Kabhi sharaarat kabhi mohabbat har ek pal ek ishaara aankhein Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitaara aankhein

Plus de Udit Narayan

Udit Narayan →

Paroles similaires