Jab deep jale aana
TL

Jab deep jale aana lyrics

GenreClassico
Duration5:25
Original languageTL
Views257
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

TL
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
ab deep jale aana, jab shaam dhhale aana Sandes milan ka bhool na jaana mera pyaar na bisraana Jab deep jale aana… Nit saanjh sawere milte hain Unhein dekhke taare khilte hain Lete hain wada ek duje se kehte hain chale aana Jab deep jale aana Ni Re Ga, Re Ga, Pa Ga Re Sa Sa Ni Pa Pa Ma, Re (Ga Pa Re Ga) , Sa Ni Sa Ga Pa Ma Pa Ni Re Ga, Re Ga, Ma Ga Re Sa Sa Ni Pa Pa Ma, Re Ga, Sa Ni Sa Ga Pa Ma Pa Main palkan dagar buhaarunga Teri raah nihaarunga Meri preet ka kaajal tum apne naino mein male aana Jab deep jale aana… Jahaan peheli baar mile the ham Jis jagaah se sang chale the ham Nadiya ke kinaare aaj ussi Ambua ke tale aana Jab deep jale aana…

More from Hemlata

Hemlata →

Related lyrics