Haath Chhute Bhi To Rishtey Nahi Choda Karte
SL

Haath Chhute Bhi To Rishtey Nahi Choda Karte के बोल

शैलीWorld Music
अवधि6:22
मूल भाषाSL
व्यूज़414
Aaपढ़ने की सेटिंग
टेक्स्ट आकार 18

मूल बोल

SL
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
haath chhute bhi to, rishtey nahi chhoda karte - 2 waqt ki shaakh se, lamhe nahin toda karte haath chhute bhi to, rishtey nahi chhoda karte jiski aawaaz mein silwat ho, nigaahon mein shikan - 2 aisi tasbir ke tukade nahi joda karte - 2 shehad jine ka mila karata hai thoda thoda - 2 jaanewaalon ke liyein dil nahin thoda karte - 2 lagake saahil se jo behata hai use behane do - 2 aise daryiyaan ka kabhi rukh nahin moda karte - 2 waqt ki shaakh se, lamhe nahin toda karte haath chhute bhi to, rishtey nahi chhoda karte

Jagjit Singh के और गीत

Jagjit Singh →

संबंधित गीत