Ji Bharke Aish Kar Le
MS

Ji Bharke Aish Kar Le के बोल

शैलीInstrumental
अवधि3:26
मूल भाषाMS
व्यूज़504
Aaपढ़ने की सेटिंग
टेक्स्ट आकार 18

मूल बोल

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
la: rahati nahi hameshaa, ye chaand ki jawaani ji bhar ke aish kar le cho: ji bhar ke aish kar le la: jab tak hai zindagaanii, jab tak ye zindagaani cho: aa aa aa la: guzare jo mastiyon mein achchhi vahi ghadi hai varana ajal to kab se peechhe tere khadi hai cho: aa aa aa la: jab tak chale chala le ye saans ki kahaani ji bhar ke aish kar le cho: ji bhar ke aish kar le la: jab tak hai zindagaanii, jab tak ye zindagaani cho: aa aa aa la: ye kaab hai sunaharaa, rangeen hai ye dhoka mat chhod zindagi ka koi haseen mauka aayega haath phir naa, bahata hua ye paani ji bhar ke aish kar le cho: ji bhar ke aish kar le la: jab tak hai zindagaani jab tak ye zindagaani cho: aa aa aa la: rahati nahi hameshaa, ye chaand ki jawaani ji bhar ke aish kar le cho: ji bhar ke aish kar le jab tak hai zindagaani jab tak ye zindagaani aa aa aa

Lata Mangeshkar के और गीत

Lata Mangeshkar →

संबंधित गीत