Chahe Mujhe Koi Junglee Kahen
ET

Chahe Mujhe Koi Junglee Kahen के बोल

शैलीWorld Music
अवधि4:38
मूल भाषाET
व्यूज़444
Aaपढ़ने की सेटिंग
टेक्स्ट आकार 18

मूल बोल

ET
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
yahoo! yahoo! (chaahe koyi mujhe junglee kahe, kehne do jee kehta rahe hum pyaar ke toofaanon mein gire hai, hum kya kare) (2) chaahe koyi mujhe junglee kahe yahoo! yahoo! (mere seene mein bhi dil hai, hai mere bhi kuch armaan mujhe patthar to na samjho, main hoon aakhir ek insaan) (2) raah meri wohi jiss pe duniya chali (2) chaahe koyi mujhe junglee kahe, kehne do jee kehta rahe hum pyaar ke toofaanon mein gire hai, hum kya kare chaahe koyi mujhe junglee kahe yahoo! yahoo! (sard aahen keh rahi hai, hai yeh kaisi balaa ki aag sote sote zindgaani ghabara ke uthi hai jaag) (2) main yahaan se wahaan jaise yeh aasmaan (2) (chaahe koyi mujhe junglee kahe, kehne do jee kehta rahe hum pyaar ke toofaanon mein gire hai, hum kya kare) (2) chaahe koyi mujhe junglee kahe yahoo! yahoo!

Mohammed Rafi के और गीत

Mohammed Rafi →

संबंधित गीत