Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya
MS

Testo di Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya

GenerePop
Durata4:15
Lingua originaleMS
Visualizzazioni536
AaLettura
Dimensione 18

Testo originale

MS
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
teere nazar se ghaayal huaan main deewana deewana deewana huaan milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan unka chand asa mukhada kya kehna unke maathe ki bindiya kya kehna unki qaatil adaayen kya kehna unki mast nigaahen kya kehna jab woh aa gaye toh noor aa gaya na jaane yeh mujhko kya ho gaya main deewana deewana deewana huaan milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan unki chaal woh sau sau balkhaaye unki zulfon se baadal sharmaayen woh hothon pe aaise muskaaye woh tarsaaye dil ko tadpaaye woh jhonka hawaa ka mastana unki aankhen chhalakta paimaana main deewana deewana deewana huaan milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan main deewana deewana deewana huaan

Altro di Abhijeet

Abhijeet →

Testi correlati