Mehndi Hai Rachnewali
ET

Testo di Mehndi Hai Rachnewali

GenerePop
Durata4:31
Lingua originaleET
Visualizzazioni1.6K
AaLettura
Dimensione 18

Testo originale

ET
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali kahe sakhiyaan, ab kaliyaan haathon mein khilnewaali hain tere mann ko, jeevan ko nayi khushiyaan milnewaali hai mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali kahe sakhiyaan, ab kaliyaan haathon mein khilnewaali hain tere mann ko, jeevan ko nayi khushiyaan milnewaali hai o hariyali banno le jaana tujhko guiyyaan aane waale hai saiyyaan thaamenge aake baiyyaan, goonjegi shehnaayi angnaayi, angnaayi mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali kahe sakhiyaan, ab kaliyaan haathon mein khilnewaali hain tere mann ko, jeevan ko nayi khushiyaan milnewaali hai gaaye maiya aur mausi, gaaye behna aur bhabhi ke mehndi khil jaaye, rang laaye hariyaali banni gaaye phoofi aur chaachi, gaaye naani aur daadi ke mehndi mann bhaaye, saj jaaye hariyaali banni mehndi roop sanwaare, o mehndi rang nikhaare, ho hariyaali banni ke aanchal mein utrenge taarein mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali kahe sakhiyaan, ab kaliyaan haathon mein khilnewaali hain tere mann ko, jeevan ko nayi khushiyaan milnewaali hai gaaje, baaje, baraati, ghoda, gaadi aur haathi ko laayenge saajan tere aangan, hariyaali banni teri mehndi woh dekhenge to apna dil rakhdenge woh pairon mein tere chupke se, hariyaali banni mehndi roop sanwaare, o mehndi rang nikhaare, ho hariyaali banni ke aanchal mein utrenge taarein mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali kahe sakhiyaan, ab kaliyaan haathon mein khilnewaali hain tere mann ko, jeevan ko nayi khushiyaan milnewaali hai

Altro di Alka Yagnik

Alka Yagnik →

Testi correlati