Nikle The Kaha Jane Ke Liye
Indonesiano

Testo di Nikle The Kaha Jane Ke Liye

GenerePop
Durata5:19
Lingua originaleIndonesiano
Visualizzazioni279
AaLettura
Dimensione 18

Testo originale

ID
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
Nikle the kaha jane ke liye, pahunche hai kaha malum nahi abb apne bhatkate kadmo ko, manjil kaa nisha malum nahi hamne bhi kabhi iss gulshan me, ek khwabe bahara dekha tha kab phul jhare kab gard udi, kab aayi khija malum nahi dil shola e gham se khak huwa, ya aag lagi aramano me kya chiz jali kyon sine se utha hai dhuwa malum nahi barabad wafa kaa afasana ham kise kahe, aur kaise kahe khamosh hain lab, aur dooniya ko ashko ki juban malum nahi

Altro di Asha Bhosle

Asha Bhosle →

Testi correlati