Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho
HR

Testo di Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho

GenereInstrumental
Durata3:21
Lingua originaleHR
Visualizzazioni1.2K
AaLettura
Dimensione 18

Testo originale

HR
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
K : Aaj Ham Ishq Ka Izahaar Kare To Kya Ho? L : Jaan Pehchaan Se Inkaar Kare To Kya Ho? K : Bhari Mehfil Mein Tumhe Pyar Kare To Kyaa Ho? L : Koshishe Aap Ki Betaar Kare To Kya Ho? K : Kehte Darati Ho Dil Mein Maarti Ho Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho Kehte Darati Ho Dil Mein Maratii Ho Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho K : Aankhon Aankhon Mein Muskurati Ho Baato Baato Mein Dil Lubhati Ho Narm Saanso Ki Garm Leharo Se Dil Ke Taaro Ko Gudgudati Ho Arre In Sab Baato Ka Matlab Puchhe To Rang Chehare Ka Laal Karti Ho Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho L : Chup Bhi Rahiye Ye Kya Qayamat Hai Aap Ki Bhi Ajib Aadat Hai Itna Hungama Kisliye Aakhir Pyaar Hai Yaa Koi Musibat Hai Jab Bhi Miltey Ho Jaane Tum Kya-Kya Ulte-Sidhe Savaal Karte Ho Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho K : Mastiyaan Si Fazaan Pe Chhaayi Hain Vaadiyaan Rang Mein Nahaai Hain L : Narm-Sabz-Ped Shokh Phulon Ne Makhmali Chhaadaren Bichhaayii Hain K : Aah, Chhodo Sharamaanaa Aise Mausam Me Tabiyat Kyon Nihaal Karti Ho Ho! Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho L : Jab Bhi Milte Ho Jaane Tum Kya-Kya Ulte-Sidhe Savaal Karate Ho Jaaneman Tum Kamaal Karte Ho

Altro di Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Testi correlati