Kyon Jhuki Jhuki Hain Palken
GL

Testo di Kyon Jhuki Jhuki Hain Palken

GenereInstrumental
Durata4:43
Lingua originaleGL
Visualizzazioni554
AaLettura
Dimensione 18

Testo originale

GL
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
mu : ( kyon jhuki-jhuki hain palken ) -2 meri jaan ye baat kya hai la : mere dil main kaise kah doon mujhe pyaar ho gaya hai mu : kyon jhuki-jhuki ... la : ye ghata bhi aaj ham par moti luta rahi hai hamein dekh kar kali bhi sar ko jhuka rahi hai mu : mere dil ki baat sunane ye hava bhi a rahi hai la : ye gagan bhi dekhata hai mu : dekhe to harj kya hai kyon jhuki-jhuki ... ye sharam na hamse keeje ham bhi to hain tumhaare kiranon se maang bhar den kar do agar ishaare la : dil ga raha hai nagama bas mein nahi hamaare mu : mausam bhi jhoomata hai la : jhoomein to harj kya hai mere dil main kaise ... mu : kyon jhuki-jhuki ...

Altro di Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Testi correlati