Jhula Bahon Ka
MS

Testo di Jhula Bahon Ka

GenereWorld Music
Durata5:35
Lingua originaleMS
Visualizzazioni222
AaLettura
Dimensione 18

Testo originale

MS
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
Girl: Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe Bhaiyaa Goud Mein Uthao Na Aaj Mujhe Kad Se Hoon Badi Mann Se Chhoti Main Aaj Bhi Maan Lo Na Zid Meri Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe Bhaiyaa Goud Mein Uthao Na Aaj Mujhe Kad Se Hoon Badi Mann Se Chhoti Main Aaj Bhi Maan Lo Na Zid Meri Jhula Jhula Jhula Jhula Jhula Boy: Tu Khushi To Qarar To Bahar Hai Dam Se Tere Hi To Ghar Pe Nikhar Hai Tu Khushi To Qarar To Bahar Hai Dam Se Tere Hi To Ghar Pe Nikhar Hai... Girl: Main Shor Sharaba Dhoom Karoongi Thumak Thumak Nachoongi Chanchal Koyal Ke Jaise Main To Chahek Chahek Jaoongi Saare Rang Dhanak Ke Main Chura Loongi Hoo, Saare Rang Dhanak Ke Main Chura Loongi Hoo, Taare Palak Ke Tod Laoongi Chup Chup Ke Meri Hansi Na Udana Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Jhula Jhula, Jhula Jhula Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe Bhaiyaa Goud Mein Uthao Na Aaj Mujhe Kad Se Hoon Badi Mann Se Chhoti Main Aaj Bhi Maan Lo Na Zid Meri Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe Boy: Tu Khushi To Qarar To Bahar Hai Dam Se Tere Hi To Ghar Pe Nikhar Hai... Girl: Ek Nahin, Do Nahin, Teen Hain Bhai Teeno Jaise Mere Seepahi Meri Shararat Meri Tabaahi Bachaa Le Khuda Lekin Inka Gussa Aisa Gad Gad Gadje Badal Jaisa Phir Barsaaye Pyaar Bhi Vaisa O Mere Khuda Mooti Hoon Main In Aankhon Ka Phool Hoon Inke Baag Ka Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe Bhaiyaa Goud Mein Uthao Na Aaj Mujhe Kad Se Hoon Badi Mann Se Chhoti Main Aaj Bhi Maan Lo Na Zid Meri Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe Bhaiyaa Goud Mein Uthao Na Aaj Mujhe Boy: Tu Khushi To Qarar To Bahar Hai Dam Se Tere Hi To Ghar Pe Nikhar Hai Tu Khushi To Qarar To Bahar Hai Dam Se Tere Hi To Ghar Pe Nikhar Hai...

Altro di Sadhana Sargam

Sadhana Sargam →

Testi correlati