Sanwar de
Indonesiano

Testo di Sanwar de

GenerePop
Durata5:02
Lingua originaleIndonesiano
Visualizzazioni79
AaLettura
Dimensione 18

Testo originale

ID
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
Soy jo akaila,jannaton main khela; Aisay hi kisi ka waasta, Paida ho gawahi,tere ghar say aai; Aaisay hi kisi ka waasta. Meri zindagi mera pyaar tu, Meri aashiqui ka hisaar tu Main ne jo kiya usse bhool ja Main ne jo kaha usse maaf kar Teri rahmaton ka sawal hai Teri aashiqui ka khayal hai Tu rahim hay tu karim hai. Meri zindaagi ko sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Mujhay khwaishon nay nigah di, Mujhay dar badar nay panah di, Mujhay sochhnay bhi nahin diya, Find more lyrics at www.sweetslyrics.com Maine kya kiya,maine kiya kiya, Mujhe roshni ka yaqeen day , Mere raaston ko zameen day, Tu raheem hai tu kareem hai Meri zindigi ko sanwaar de. Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Soy jo akaila,jannaton main khela; Aisay hi kisi ka waasta, Paida ho gawahi,tere ghar say aai; Aaisay hi kisi ka waasta. Teri jo razaain hain, Haan meri duain hain...haan..haan...haan Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de

Altro di Sajjad Ali

Sajjad Ali →

Testi correlati