Aasmaan Kehta Hai Rab Se
Indonesiano

Testo di Aasmaan Kehta Hai Rab Se

GenerePop
Durata5:08
Lingua originaleIndonesiano
Visualizzazioni825
AaLettura
Dimensione 18

Testo originale

ID
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
Aasmaan kehta hai rab se Tune chaand do kyon banaaye Aasmaan kehta hai rab se Tune chaand do kyon banaaye Ek mera tha hai daag Doosra hai saaf saaf Sabki nazar us pe jaaye Hay Vohi to hai meri hai vohi to Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai Vohi to hai meri hai vohi to Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai Rab ne kaha aye aasmaan Usay bhej kar zameen par hum bhi pachhtaaye Hay Vohi to hai meri hai vohi to Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai Vohi to hai meri hai vohi to Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai Usko dekh phoolon ko hoti hai jalan Kyonki uski khushboo ein hai sabhi magan Vo guzre door se hava ke shor se Uske aana ka paat chale yahan sabhi ye jaane Aasmaan kehta hai rab se Tune chaand do kyon banaaye Aasmaan kehta hai rab se Tune chaand do kyon banaaye Saat rang duniya mein hote hain magar Aathvaan kahan hai kise hai kya khabar Jo usko dekh le vo pal mein jaanle Rang kyon karein hai koshishein rang ek banaane Aasmaan kehta hai rab se Tune chaand do kyon banaaye Aasmaan kehta hai rab se Tune chaand do kyon banaaye Ek mera tha hai daag Doosra hai saaf saaf Sabki nazar us pe jaaye Hay Vohi to hai meri hai vohi to Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai Vohi to hai meri hai vohi to Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai Rab ne kaha aye aasmaan Usay bhej kar zameen par hum bhi pachhtaaye Hay Vohi to hai meri hai vohi to Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai Vohi to hai meri hai vohi to Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai.

Altro di Sonu Nigam

Sonu Nigam →

Testi correlati