Deewana Dil Bekaraar Tha
MS

Deewana Dil Bekaraar Tha 歌詞

ジャンルPop
時間4:16
原文言語MS
閲覧数230
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha woh aa gaya main aashiq huun deewana huun shamma ka main parwana huun deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha woh aa gaya main aashiq huun deewana huun shamma ka main parwana huun bechain thi main har ghadi raaton ko soyi nahi deewanagi badhati gayi khwaabon mein khoyi nahi baaton hi baaton mein mera dil tune liya ho aankhon hi aankhon mein jaadu kya tune kiya meri toh saanson mein bas tu hai dilruba ha ha ha deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha woh aa gaya main aashiq huun deewana huun shamma ka main parwana huun dekha nahi pehle kabhi aaisa sama jaan-e-jaa koi nahi jaane sanam iss pyar ki dastaan main teri tu mera begana hai yeh jahaan ho deewane sun le tu yeh meri dil ku zubaan dhadkan mein bas jaaun aa paas mere tu aa aa aa deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha woh aa gaya main aashiq huun deewana huun shamma ka main parwana huun

Abhijeet の他の曲

Abhijeet →

関連歌詞