Khwaabon Mein Aana Jaana
インドネシア語

Khwaabon Mein Aana Jaana 歌詞

ジャンルPop
時間5:17
原文言語インドネシア語
閲覧数231
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

ID
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
yaadon mein yun mil jaana jaise kabhi tum gaye hi nahi jaise judaa hum hue nahi khwaabon mein aana jaana yaadon mein yun mil jaana jaise kabhi tum gaye hi nahi khaamosh lamhe sun rahe hain aahaten jaise teri tanhaaiyon ka silsila yeh tak raha raahen teri tu naa aaye par sajaaye baithe hai ham yeh ummeden apani sanam tu na aaye yeh umeeden jeete hai ham inke darmiyaan mehki hui woh shaam jismein khul gaya charcha tera behti hui woh raat jismein khil gaya chehra tera bekaraari badh rahi hai ab aaon na zindagi tum churaaon na bekaraari zindagi tum kab tak kare aitbaar khwaabon mein aana jaana yaadon mein yun mil jaana jaise kabhi tum gaye hi nahi jaise judaa hum hue nahi

Abhijeet の他の曲

Abhijeet →

関連歌詞