Tu Hai Solaah
インドネシア語

Tu Hai Solaah 歌詞

ジャンルPop
時間4:26
原文言語インドネシア語
閲覧数196
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

ID
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Sweetheart! tu hai solaah satraah saal ki Par ladki hai kamaal ki Tujhpe yeh dil aa gaya, haai Tujhpe yeh dil aa gaya O tu hai satraah atraah saal ka Par ladka hai kamaal ka Mere dil pe tu chha gaya, haai Mere dil pe tu chha gaya Teri madhosh yeh aankhen, teri mastaani ada Dekhte hi sanam tujhko ho gaya tujhpe fida Teri deewaangi dekhi to main bhi khone lagi Mere mehboob jaaneman teri main hone lagi Kya hai rangat gore gaal ki Par ladki hai kamaal ki Tujhpe yeh dil aa gaya, haai Tujhpe yeh dil aa gaya O tu hai satraah atraah saal ka Par ladka hai kamaal ka Mere dil pe tu chha gaya, haai Mere dil pe tu chha gaya Tere jaisa kahin koi nahin hoga zamaane mein Tera hi naam aayega mere har ek fasaane mein Meri yaadon ki angdaai, mere khwaabon ki kali Churaake chain chori se kahan laheraake chali Tu deewaana meri chaal ka Par ladka hai kamaal ka Mere dil pe tu chha gaya, haai Mere dil pe tu chha gaya Tu hai solaah satraah saal ki Par ladki hai kamaal ki Tujhpe yeh dil aa gaya, haai Tujhpe yeh dil aa gaya

Abhijeet の他の曲

Abhijeet →

関連歌詞