Janie Janie
MS

Janie Janie 歌詞

時間5:30
原文言語MS
閲覧数251
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Janie Janie Janie Janam Lo Tumhare Ho Gaye Hum Ab Tum Raho Ge Na Tum Hum Na Hum Ab Jahan Mein Ek Hum Hain Doosri Ye Zindagi Hai Jisne Liya Hai Naya Ek Janam Janie Janie Janie Janam Laakhon Aayein Ge Din Bhi Laakhon Aayein Gi Raatein Leken Ye Din Aur Ye Raat Na Tumhari Zuban Mein Aur Na Meri Zuban Mein Karni Hai Chahat Ki Baat Ab Khayaalon Ke Jahan Mein Khamoshi Ka Haath Thaame Badhte Ke Rahein Ge Hamaare Kadam Janie Janie Janie Janam Raasta Keh Raha Hai Aao Mere Safar Mein Khwaabon Ki Aahat Suno Har Kadam Pe Bicche Hain Muntazir Hain Ruke Hain Palkon Se Sapne Chuno Aise Bandhan Mein Bandhe Hain Ke Hamaare Haath Mein Hai Sekron Hazaaron Dilon Ka Bharam Janie Janie Janie Janam

Ahmed Jahanzeb の他の曲

Ahmed Jahanzeb →

関連歌詞