Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya
YO

Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya 歌詞

ジャンルPop
時間4:50
原文言語YO
閲覧数2.4K
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

YO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
aashiq mujhe aashiq tune banaya wala wala dil hai tera mere sine me yeh kya gazab yar hai, sajna yahi pyar hai tune aisa dard diya hai mushkil hai batlana tune kaisa hal kiya hai tune bhi na jana jana nahi jana najre churake wala wala julfon ki rangin chao me, mehbub ki gori baho me dilbar ki raftar hai, sajna yahi pyar hai zeher judayiwala mujhko janeman nahi pina bin tere na marna abb to bin tere na jina jina nahi jina tanha akele wala wala mehki mohabbat ki raho me, rahu main dilkash panaho me duniya ki deewar hai, sajna yahi pyar hai aashiq mujhe aashiq tune banaya wala wala dil hai tera mere sine me yeh kya gazab yar hai, sajna yahi pyar hai

Alka Yagnik の他の曲

Alka Yagnik →

関連歌詞