Abb Tumhaare Hawale Watan Sathiyo
FI

Abb Tumhaare Hawale Watan Sathiyo 歌詞

ジャンルPop
時間7:24
原文言語FI
閲覧数672
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

FI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
farz apna ham nibhane chale, karz apni jamin kaa chukane chale bande mataram, bande mataram, bande mataram, maa ho ho ho ham fauji iss desh kee dhadkan hain har dil kaa ham pyar, maa kee tadpan hain pura karne chale har wachan sathiyo, abb tumhaare hawale watan sathiyo sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo abb tumhaare hawale watan sathiyo ham fauji iss desh kee dhadkan hain har dil kaa ham pyar, maa kee tadpan hain bande mataram, bande mataram, bande mataram, maa tutne naa do bharat kaa vishwas tum jeet kee le ke dil men badho pyas tum apne khu se likho apna itihas tum apne bharat ko apna naman sathiyo, naman sathiyo sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo abb tumhaare hawale watan sathiyo ham fauji iss desh kee dhadkan hain har dil kaa ham pyar, maa kee tadpan hain galiyo chaubaro men pyar hamne kiya dil ke arman kaa izhar hamne kiya usaka chehra hamesha nigaho men hai dur rah ke bhi woh meri banho men hai sa gaa ma gaa, sa gaa ma gaa aa bida kiya tha usane mere sar pe laga ke tika rang naa padne diya kabhi maine toh usaka phika kab banegi judayi milan sathiyo kab banegi judayi milan sathiyo, milan sathiyo sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo abb tumhaare hawale watan sathiyo bande mataram, bande mataram, bande mataram, maa

Alka Yagnik の他の曲

Alka Yagnik →

関連歌詞