Bant Raha Tha Jab Khuda (feat. Udit Narayan & Shankar Mahadevan)
MI

Bant Raha Tha Jab Khuda (feat. Udit Narayan & Shankar Mahadevan) 歌詞

ジャンルPop
時間6:32
原文言語MI
閲覧数505
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Mai kyun daman ko phailau, mai kyun koyi duwa mangu tujhe jab pa liya maine, khuda se aur kya mangu bant raha tha jab khuda, sare jahan ki naimate apne khuda se mang li maine teree wafa sanam meree wafa ki sajh me, gunj rahi hai lay teree mai bhi hu teree janeja, wafa bhi hai teree tuhi jo mil gaya mujhe, chahiye aur kya sanam bant raha tha jab khuda kash mai apni jindagi pyar me yu gujar du waqt padhe toh dil ke sath, jan bhi apni var du shayad isi tarah se ho, pyar kaa hak ada sanam bant raha tha jab khuda log yahan tere mere, pyar ko aajhmayenge tujhko alag satayenge, mujhko alag rulayenge apna magar hai phaisla, honge naa ham juda sanam bant raha tha jab khuda

Alka Yagnik の他の曲

Alka Yagnik →

関連歌詞