Gori Tera Nakhra Dil Ko Bhaye
SR

Gori Tera Nakhra Dil Ko Bhaye 歌詞

ジャンルPop
時間4:19
原文言語SR
閲覧数792
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

SR
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
gori tera nakhra dil ko bhaye, teri ada toh aag lagaye I love you dil yeh kehta hai, dil me tu hi rehta hai sanso me tera pyar behta hai hey, gori tera nakhra dil ko bhaye, teri ada tho aag lagaye dekho dekho dekho, dil yeh mera, kaisi kaisi bate karta hai dekh ke tujhko jita hai, yeh chehre pe tere marta hai rehke tujhse dur sanam main bhi aahe bharti hu sirf tumhari chahat hai, par kehne se darati hu aisa kehke mujhko yara tune kiya ghayal hey, gori tera nakhra dil ko bhaye, teri ada toh aag lagaye duniya me lakho husnwale, koyi nahi tere jaisa hai honge bade manju iss jaha me, koyi nahi aashiq aisa hai dekh ke ye deewanapan teri bate man gayi tu mera sacha aashiq hai, janeman pehchan gayi pyar me tere jane jana main to huwa pagal hey, gori tera nakhra dil ko bhaye, teri ada toh aag lagaye I love you dil yeh kehta hai, dil me tu hi rehta hai sanso me tera pyar behta hai hey, gori tera nakhra dil ko bhaye, teri ada toh aag lagaye

Alka Yagnik の他の曲

Alka Yagnik →

関連歌詞