Hote Hote Pyar Ho Gaya
MS

Hote Hote Pyar Ho Gaya 歌詞

ジャンルPop
時間4:51
原文言語MS
閲覧数1.4K
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
aye dil deewane aye dil deewane aye dil deewane deewane na jaane hua kya mausam suhaane suhaane na jaane hua kya takraar karte karte lagta hai mujhko aaise inkaar karte karte lagta hai mujhko aaise jaise hote hote pyar ho gaya pal pal koi ek halchal mujhe kaise bechain karne lagi tauba mujhe ye pata na chala jaane kab main badalne lagi aage mera man bhaage aur main hun peechhe peechhe unki mohabbat mujhko apni taraf yu kheenche aakhir hote hote ho gaya hote hote pyaar ho gaya main hoon wahi mera dil bhi wahi hai magar dhadkane hain nayi karne lagi main baharon se baatein sitaaron pe chalne lagi aankhon ne rishte jode baandhi dilon ne dori wo ho chuke hain mere kehne mein kya hai chori hote hote pyar ho gaya aur hote hote pyar ho gaya

Alka Yagnik の他の曲

Alka Yagnik →

関連歌詞