Kahin Na Kahin
GL

Kahin Na Kahin 歌詞

ジャンルPop
時間5:09
原文言語GL
閲覧数752
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

GL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
hmm hmm hmm, mm hmm mm mm hmm, kahin na kahin hai voh deewani mujhse abhi hai anjaani kahin na kahin hai voh deewani mujhse abhi hai anjaani oh, aayegi kabhi to saamne voh mera khwaab meri zindagaani kahin na kahin hai voh deewana mujhse abhi hai anjaana oh, aayega kabhi to saamne voh khwaabon mein hai jiska aana jaana kahin na kahin hai voh deewana mujhse abhi hai anjaana uske labon pe bikhri hai laali khushboo hai uski sandali maheki bahaarein, baheke nazaarein voh muskuraake jab chali haan aankhon mein kaajal, zulfon mein baadal sab rang us mein hai chhupa ho, kahin na kahin hai voh deewana mujhse abhi hai anjaana oh, aayega kabhi to saamne voh khwaabon mein hai jiska aana jaana kahin na kahin hai voh deewana mujhse abhi hai anjaana kya chaahti hoon, kya sochti hoon usko nahin hai kuch khabar main rok loongi raahon mein usko bachke voh jaayega kidhar mm, jaagi na soyi, yaadon mein khoyi yeh kya mujhe ho gaya ho, kahin na kahin hai voh deewani mujhse abhi hai anjaani oh oh, kahin na kahin hai voh deewana mujhse abhi hai anjaana oh, aayegi kabhi to saamne voh mera khwaab meri zindagaani

Alka Yagnik の他の曲

Alka Yagnik →

関連歌詞