Mat Kar Itna Garur Surat Pe
BR

Mat Kar Itna Garur Surat Pe 歌詞

ジャンルPop
時間6:30
原文言語BR
閲覧数2.3K
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

BR
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Mat kar itna garur surat pe ai haseena teri surat pe nahin hum toh teri saadagi pe marte hain dilbar nazrein milaake humko yuun dekh na hum to aise deewaano ki deewaanagi se darte hain kyun hamaara picha karta hai, bin tere dil aahein bharta hai kyun fida hai khilte rango pe, naaz na kar gore ango pe hogi na teri meri dosti, achchi nahi is kadar berukhi dilbar nazrein milaake humko yuun dekh na hum to aise deewaano ki deewaanagi se darte hain din hai tera teri raate hain, yeh deewaanepan ki baatein hain tu hamaare khaabo mein aaye, tu kahi paagal na ho jaaye ulfat hamaari tere naam hai, humko mohbbat se kya kaam hai mat kar itna garur surat pe ai haseena teri surat pe nahin hum toh teri saadagi pe marte hain husn to do din mein dhal jaaye, kyun hamein baaton mein uljhaaye ishq hai sadiyon ka afsaana, tu humein lagta hai parwaana jaadu sanam tujh pe chal jaayega agar paas aaya to jal jayega. agar paas aaya to jal jayega. bolo kuch to bolo dilbar nazrein milaake humko yuun dekh na hum to aise deewaano ki deewaanagi se darte hain

Alka Yagnik の他の曲

Alka Yagnik →

関連歌詞