Tum Hi Ho
ヒンディー語

Tum Hi Ho 歌詞

ジャンルPop
時間6:23
原文言語ヒンディー語
閲覧数54.5K
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Hum tere bin ab reh nahi sakte Tere bina kya wajood mera Hum tere bin ab reh nahi sakte Tere bina kya wajood mera Tujhse juda gar ho jaayenge Toh khud se hi ho jaayenge judaa Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi, mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho Tera mera rishta hai kaisa Ik pal door gawara nahi Tere liye har roz hai jeete Tujh ko diya mera waqt sabhi Koi lamha mera na ho tere bina Har saans pe naam tera Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi, mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho Tumhi ho, tumhi ho Tere liye hi jiya main Khud ko jo yun de diya hai Teri wafa ne mujhko sambhala Saare ghamon ko dil se nikala Tere saath mera hai naseeb juda Tujhe paake adhoora naa raha hmm Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi, mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi, mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho

Arijit Singh の他の曲

Arijit Singh →

関連歌詞