Aa Ha Aayi Milan Kee Bela Dekho Aayi
MS

Aa Ha Aayi Milan Kee Bela Dekho Aayi 歌詞

ジャンルPop
時間4:53
原文言語MS
閲覧数643
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Aa ha aayi milan kee bela dekho aayi ban ke phul har kali muskurayi aa ha aayi milan kee bela dekho aayi unase nain mile mai sharmayi aa ha aayi milan kee janey kyo tej huyi jati hai dil kee dhadkan chutkiya leti hai kyo sine me mithi si chubhan pyar jo karte hain hota hai yahi hal unaka dekhiye kya kya dikhayegi abhi dil kee lagan aa ha aayi milan kee aaj dooniya mujhe kuchh aur najar aati hain jis taraf dekhiye taqadir muskurati hain pyar ke rang me rang jate hain jab dilwale dekhate dekhate har chiz badal jati hain aa ha aayi milan kee aaj sar se mera aanchal kyo uda jata hain mera dil kyo mere pehlu se khincha jata hai muntazir hoga koyi yad kar raha hoga dard sa uthata hain jab yad kiya jata hain aa ha aayi milan kee

Asha Bhosle の他の曲

Asha Bhosle →

関連歌詞