Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
インドネシア語

Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare 歌詞

ジャンルPop
時間7:04
原文言語インドネシア語
閲覧数811
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

ID
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Balma bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare teree aankho se nindiya churaunga, tere hontho se laali udaunga bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare tujhe sanso me apni basaungi, tujhe apni najar me chhupaungi bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare aankhe bichhaye baithi thi dilbar ki chah me kab se khadi thi mai yaha chahat ki rah me tune jo di saja toh mai tere pas aa gaya dooniya bhulake mai sanam tujhme sama gaya diwani ho gayi thi mai tere pyar me bechain ho rahi thi mai, tere intjar me bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare teree aankho se nindiya churaunga, tere hontho se laali udaunga balma aa ja karib aa mere tujhko karar du baho me teree pyar ke lamhe gujar du hai aarju yahi meree tere samane rahu kehani hai jitni bat mai tujhse woh sab kahu mere sath hai too sathiya har ik hal me khoya rahu hamesha mai, tere khayal me bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare teree aankho se nindiya churaunga, tere hontho se laali udaunga tujhe sanso me apni basaungi, tujhe apni najar me chhupaungi bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare

Asha Bhosle の他の曲

Asha Bhosle →

関連歌詞