Mud Mud Ke Na Dekh
SQ

Mud Mud Ke Na Dekh 歌詞

ジャンルPop
時間6:32
原文言語SQ
閲覧数475
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

SQ
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Mud mud ke na dekh mud mud ke Mud mud ke na dekh mud mud ke Zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain Ham bhi tere hamsafar hain Zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain Ham bhi tere hamsafar hain Mud mud ke na dekh mud mud ke Mud mud ke na dekh mud mud ke Aaye gaye manzilon ke nishaan Lehraa ke jhooman jhuka aasmaan Lejin rukega na yeh karwaan Aaye gaye manzilon ke nishaan Lehraa ke jhooman jhuka aasmaan Lejin rukega na yeh karwaan Mud mud ke na dekh mud mud ke Mud mud ke na dekh mud mud ke Mud mud ke na dekh mud mud ke Mud mud ke na dekh mud mud ke Zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain Ham bhi tere hamsafar hain Zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain Ham bhi tere hamsafar hain Mud mud ke na dekh mud mud ke Mud mud ke na dekh mud mud ke Nainon se naina jo mila ke dekhe Mausam ke saath muskura ke dekhe Duniya usi ki hai jo aage dekhe Nainon se naina jo mila ke dekhe Mausam ke saath muskura ke dekhe Duniya usi ki hai jo aage dekhe Mud mud ke na dekh mud mud ke Mud mud ke na dekh mud mud ke Duniya ke saath jo badalta jaaye Jo iske saanche mein hi dhalta jaaye Duniya usi ki hain jo chalta jaaye Duniya ke saath jo badalta jaaye Jo iske saanche mein hi dhalta jaaye Duniya usi ki hain jo chalta jaaye Mud mud ke na dekh mud mud ke Mud mud ke na dekh mud mud ke Zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain Ham bhi tere hamsafar hain Zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain Ham bhi tere hamsafar hain Mud mud ke na dekh mud mud ke

Asha Bhosle の他の曲

Asha Bhosle →

関連歌詞