Sun Sun Kasam Se, Lagu Tere Kadam Se
MS

Sun Sun Kasam Se, Lagu Tere Kadam Se 歌詞

ジャンルPop
時間3:52
原文言語MS
閲覧数1.9K
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
sun sun kasam se, lagu tere kadam se, suno naa ha sun sun kasam se, lagu tere kadam se raha jaye naa hamse, gale lag ja, gale lag ja sun sun kasam se, lagu tere kadam se raha jaye naa hamse, gale lag ja, gale lag ja Phir ik dafa piya mere pakad meree baiya pakadake phir baho me too utha mere saiyan bharee gathariya nahee utanee, chhod de pichha aree diwanee hay re hay hay re hay hay re hay sun sun kasam se, lagu tere kadam se raha jaye naa hamse, gale lag ja, gale lag ja jane de re badee teree hogee meharbanee aaya idhar galatee huyee mafee dedo ranee, are mafee dedo jane de re badee teree hogee meharbanee aaya idhar galatee huyee, mafee dedo ranee baith gayee re nahee uthungee, pyar karega tabhee hatungee hay re hay, hay re hay, hay re hay sun sun kasam se, lagu tere kadam se raha jaye naa hamse, gale lag ja, gale lag ja achha re phir mujhe bhee toh aata hai tadapana jata hai too kaise mai bhee dekhu teraa jana are dekhu teraa jana ha aa achha re phir mujhe bhee toh aata hai tadapana jata hai too kaise mai bhee dekhu teraa jana ai ri too aise jo sar chadhegee, patak dunga mai toh gir padegee hay re hay, hay re hay, hay re hay ho o o sun sun kasam se, lagu tere kadam se raha jaye naa hamse, gale lag ja, gale lag ja

Asha Bhosle の他の曲

Asha Bhosle →

関連歌詞