Tere Sang Yaara
ヒンディー語

Tere Sang Yaara 歌詞

ジャンルFolk
時間4:59
原文言語ヒンディー語
閲覧数3.6K
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
tere sang yaara khush rang bahara tu raat deewani main zard sitara o karam khudaya hai tujhe mujhse milaya hai tujhpe marke hi toh mujhe jeena aaya hai o tere sang yaara khushrang bahara tu raat deewani main zard sitara o tere sang yaara khushrang bahara main tera ho jaun jo tu karde ishara kahi kisi bhi gali mein jaaun main teri khushbu se takraun main har raat jo aata hai mujhe woh khwab tu tera mera milna dastoor hai tere hone se mujhme noor hai main hoon soona sa ek aasmaan mehtaab tu o karam khudaya hai tujhe maine jo paaya hai tujhpe marke hi toh mujhe jeena aaya hai o tere sang yaara khush rang bahara tu raat deewani main zard sitara o tere sang yara khush rang bahara tere bin ab toh na jeena ganvara maine chhode hai baki saare rastein bas aaya hun tere paas re meri ankhon me tera naam hai pehchaan le sab kuch mere liye tere baad hai sau baaton ki ik baat hai main na jaunga kabhi tujhe chhod ke yeh jaane le o karam khudaya hai tera pyaar jo paaya hai tujhpe marke hi toh mujhe jeena aaya hai o tere sang yaara khush rang bahara tu raat deewani main zard sitara o tere sang yaara khush rang bahara main behta musafir tu tehra kinara

Atif Aslam の他の曲

Atif Aslam →

関連歌詞