Sooraj Ki Baahon Mein
ヒンディー語

Sooraj Ki Baahon Mein 歌詞

ジャンルPop
時間3:32
原文言語ヒンディー語
閲覧数74
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
sooraj ki baahon mein ab hai yeh zindagi kirne hain saanson mein baaton mein roshni sooraj ki baahon mein ab hai yeh zindagi kirne hain saanson mein baaton mein roshni jo bhi badali dil ki taal hai yunhi hi aaya ek khayal hai paate hum hai zindagi ik baar kyun na kare khulke hum isko pyaar jaane kiska hai hamein intezar ke zindagi yehi hai aur yehi jo thi kal tak bus ek aarzo woh hi paa gaye hain main aur tu thaame hum haathon mein yunhi haath shehar bhar mein ghoomenge saath saath saare saare din saari saari raat baras rahi hai ik khushi har kahin sooraj ki baahon mein ab hai yeh zindagi kirne hain saanson mein baaton mein roshni sooraj ki baahon mein ab hai yeh zindagi kirne hain saanson mein baaton mein roshni naye naye sapne jo bun sake ussi zindagi ko kaho zindagi naye naye rasste jo chun sakein ussi zindagi ko kaho zindagi pal pal machalti ho jhoom ke chalti ho woh hai zindagi sooraj ki baahon mein ab hai yeh zindagi kirne hain saanson mein baaton mein roshni sooraj ki baahon mein ab hai yeh zindagi kirne hain saanson mein baaton mein roshni paate hum hai zindagi ek baar kyun na kare khulke hum isko pyar jaane kiska hai humein intezar ke zindagi yehi hai aur yehi sooraj ki baahon mein ab hai yeh zindagi kirne hain saanson mein baaton mein roshni sooraj ki baahon mein ab hai yeh zindagi kirne hain saanson mein baaton mein roshni sooraj ki ab hai yeh kirne hain saanson mein baaton mein roshni

Clinton Cerejo の他の曲

Clinton Cerejo →

関連歌詞