Baabuji dhire chalna,
ET

Baabuji dhire chalna, 歌詞

ジャンルClassico
時間3:17
原文言語ET
閲覧数304
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

ET
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Baabuji dhire chalna, pyaar mein zara sambhalna Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein, Baabuji dhire chalna. Kyu ho khoye huye sar jhukaaye, jaise jaate ho sab kuchh lutaaye Ye to baabuji pehla qadam hai, nazar aate hain apne paraaye Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein, Baabuji dhire chalna. Ye mohabbat hai oh bholebhaale, kar na dil ko ghamo ke havaale Kaam ulfat ka naazuk bahut hai, aake hontho pe tootenge pyaale Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein, Baabuji dhire chalna. Ho gayi hai kisi se jo anban, thaam le dusra koyi daaman Zindagaani ki raahein ajab hain, ho akela to laakho hain dushman Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein, Baabuji dhire chalna.

Geeta Dutt の他の曲

Geeta Dutt →

関連歌詞