Chamakte Chand Ko
MS

Chamakte Chand Ko 歌詞

ジャンルPop
時間8:41
原文言語MS
閲覧数108
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
huuun huuuum aaaa aaa-2 (chamakte chand ko chamakte chand ko tuta hua tara bana dala X2 meri aawargi ne mujhko aawara bana dala chamakte)-2 huuun huuuum aaaa aaa-2 bada dilkash bada rangeen hai yeh shehar kehte hain X2 yahan par hain hazaron ghar gharon mein log rehte hain mujhe is shehar ne galiyon ka banjara bana dala chamakte chand... main is duniya ko aksar dekh kar hairaan hota hun X2 na mujhse ban saka chhota saghar,din raat rota hun khudaya tune kaise ye jahan sara bana dala chamakte chand... mere malik, mera dil kyun tadapta hai, sulagta hai X2 teri marzi, teri marzi pe kiska zor chalta hai kisi ko gul, kisi ko tune angara bana dala chamakte chand... yehi aagaz tha mera, yehi anjam hona tha X2 mujhe barbaad hona tha, mujhe nakaam hona tha mujhe taqdeer ne taqdeer ka mara bana dala chamakte chand... Posted By : thakerpiyush

Ghulam Ali の他の曲

Ghulam Ali →

関連歌詞