Wo Paikar-E-Bahaar The Jidhar Se Wo Guzar Gaye
インドネシア語

Wo Paikar-E-Bahaar The Jidhar Se Wo Guzar Gaye 歌詞

ジャンルPop
時間6:34
原文言語インドネシア語
閲覧数220
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

ID
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
wo paikar-e-bahaar the jidhar se wo guzar gaye kizaan-nasib raaste bhi saj gaye sanwar gaye ye baat hosh ki nahin ye rang bekudi ka hai main kuchh jawaab de gaya wo kuchh sawaal kar gaye meri nazar ka zauq bhi shariq-e-husn ho gaya wo aur bhi sanwar gaye wo aur bhi nikhar gaye hamein to shauq-e-justaju mein hosh hi nahin raha suna hai wo to baaraha qarib se guzar gay

Ghulam Ali の他の曲

Ghulam Ali →

関連歌詞