Woh Kabhi Mil Jaaye Toh
SW

Woh Kabhi Mil Jaaye Toh 歌詞

ジャンルPop
時間7:08
原文言語SW
閲覧数47
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

SW
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Woh kabhi mil jaye to, kya kijiye, Raat din surat ko dekha kijiye. Chaadani raaton mein, ek ek phool ko, Bekhudi kehte hai, sajda kijiye. Jo tamanna bor na aye, umra bhar, Umra bhar uski tamanna kijiye. Isk-ki ranginio mein, dub kar, Chaadani raaton mein roya kijiye. Ham hi uske ishq ke kaabil na the, Kyun kisi zaalim ka sikwa kijiye. Posted By : Abhijit Adak

Ghulam Ali の他の曲

Ghulam Ali →

関連歌詞