Baby Tujhe Paap Lagega
ヒンディー語

Baby Tujhe Paap Lagega 歌詞

ジャンルPop
原文言語ヒンディー語
閲覧数51
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Pyaar tujhe tagda kiya Pyaar tujhe tagda kiya Pyaar tujhe tagda kiya yaar Mere sath bol kaahe jhagda kiya Bol kaahe jhagda kiya Kaahe toone jhagda kiya yaar Dhokha diya to ik bewfa ka Mathe pe stamp lagega Teri vajah se saanson pe meri Jis din full stop lagega aa aa Baby tujhe paap lagega Aye baby tujhe paap lagega Burrah Baby tujhe paap lagega Ho ho ho pa pa pa pa paap lagega Leke zara sasta sa Phoolon ka guldasta jab Tujhse milne aaya tha Boli thi tu cheepon chal Nikal le bus depo haan Mujhko tarkaya tha Socha tha kya aur tu Nikli kya kya kya kya Baby tujhe paap lagega Baby tujhe paap lagega Baby tujhe paap lagega Mere hi kharche pe chhutti manaye Photo magar tu akele khinchaye Upar se kha peeke jaldi so jaaye Baby tujhe paap lagega Main tere birthday pe party rakhun aur Tu apne ex ko usmein bulaye Cake ka tukda bhi usko khilaye Baby tujhe paap lagega Ho ho ho pa pa pa pa paap lagega Ho ho ho Baby tujhe paap lagega

Himesh Reshammiya の他の曲

Himesh Reshammiya →

関連歌詞