Khayal
ヒンディー語

Khayal 歌詞

アルバムI Believe
年2011
ジャンルGospel / Religious
時間4:21
原文言語ヒンディー語
閲覧数127
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Khayal-e-Ghair ko dil se mita de ya meray Allah Khayal-e-Ghair ko dil se mita de ya meray Allah Tajalli toor par jis noor ki Musa nay dekhi thee Tajalli toor par jis noor ki Musa nay dekhi thee Hamain bhi ik jhalak uskee dikha de ya meray Allah Khirad ko apna deewana bana de ya meray Allah Hussain Ibn-E-Ali kay sabr nay jiske mazay lootay Hussain Ibn-E-Ali kay sabr nay jiske mazay lootay Hamain bhee uss bala ka hausla de ya meray Allah Khayal-e-Ghair ko dil se mita de ya meray Allah Khirad ko apna deewana bana de ya meray Allah Khayal-e-Ghair ko dil se mita de ya meray Allah Khayal-e-Ghair ko dil se mita de ya meray Allah Muhammad Mustafa ne rosheney de aey Madinah Muhammad Mustafa ne rosheney de aey Madinah Hamey us anjuman me shamel kar de ya meray Allah Hamey us anjuman me shamel kar de ya meray Allah Khayal-e-Ghair ko dil se mita de ya meray Allah Ya meray Allah Ya meray Allah Ya meray Allah

Irfan Makki の他の曲

Irfan Makki →

関連歌詞