Badi naazuk hai ye manzila
MS

Badi naazuk hai ye manzila 歌詞

ジャンルWorld Music
時間18:00
原文言語MS
閲覧数266
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai -2 Dhadak aahista se, eh dil -2 Mohabbat ka safar hai Badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai Koyi sun le na ye qissa, bahot darr lagta hai -2 Magar darr hi se kya haasil -2 Mohabbat ka safar hai Badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai Bataana bhi nahin aasaan, chhupaana bhi kathhin hai -2 Khud aaya kis qadar mushkil -2 Mohabbat ka safar hai Badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai Oh… Ujaale dil ke phaile hain, chale aao na jaanam Chale aao... na jaanam Bahot hi pyaar ke qaabil -2 Mohabbat ka safar hai Badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai -2 Dhadak aahista se eh dil, eh dil, eh dil Mohabbat ka safar hai Badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai

Jagjit Singh の他の曲

Jagjit Singh →

関連歌詞