Benaam Sa Ye Dard
MS

Benaam Sa Ye Dard 歌詞

ジャンルWorld Music
時間6:57
原文言語MS
閲覧数246
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
(Benaam sa yeh dard thahar kyon nahi jaata) -2 jo beet gaya hai vo guzar kyon nahi jaata benaam sa yeh ... Sab kuch to hai kya dhoondti rahti hain nigaahein Kya baat hai main waqt pe ghar kyoon nahi jaata jo beet gaya hai vo guzar kyoon nahi jaata (Vo ek hi chahra to nahi saare jahan main) -2 (Jo door hai vo dil se utar kyon nahi jata) -2 Jo beet gaya hai vo guzar kyoon nahi jata benaam sa yeh.... (Main apni hi uljhi hui raahon ka tamasha) -2 (Jaate hai jidhar sab main udhar kyoon nahi jata) -2 Jo beet gaya hai vo guzar kyoon nahi jata (Vo naam jo barson se na chehra hai na badan hai) -2 (vo khwab agar hai to bikhar kyoon nahi jata) -2 Jo beet gaya hai vo guzar kyoon nahi jata benaam sa yeh....

Jagjit Singh の他の曲

Jagjit Singh →

関連歌詞