Jabse qareeb ho ke chale (2)
インドネシア語

Jabse qareeb ho ke chale (2) 歌詞

ジャンルWorld Music
時間3:56
原文言語インドネシア語
閲覧数286
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

ID
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Jabse qareeb ho ke chale, zindag i se ham -2 Khud apne aaine ko lage ajnabi se ham Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham Woh kaun hai jo paas bhi hai aur door bhi -2 Har lamha maangte hain kisi ko kisise bhi Jabse qaree b ho ke chale, zindagi se ham Ehsaas ye bhi kam nahin jeene ke waaste -2 Har dard jee rahe hain tumhaari khushi se ham -2 Kuch door chalke raaste sab ek se lage -2 Mil lega kisi se milaaye kisi se ham -2 Kis mod par haiyaat ne pahoncha diya hamein -2 Naaraaz hai ghamon se na khush hai khushi se ham

Jagjit Singh の他の曲

Jagjit Singh →

関連歌詞