Kash Yeh Pal
インドネシア語

Kash Yeh Pal 歌詞

ジャンルPop
時間4:52
原文言語インドネシア語
閲覧数431
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

ID
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
sajana de baajon main te, jike hun ki karna rabba anjuvi hun muk gaye saare, hun te milaade rabba kismat ka yeh khel hai, milana tha hamane kabhi haathon ki lakeeron mein, likha tha yeh sabhi koi jaane na maane, yeh saath hai kitana hansi kaash yeh pal tham jaaye, aapke hum ban jaaye jannat bhulaake, hum teri aankhon ke ashq ban jaaye janam janam ka yeh saath hai, chhutata yeh aise nahi pyaar tera aisa mila ki, abb koi bhaata nahi baahon mein aake teri saanson mein simat jaaye kaash yeh pal tham jaaye, aapke hum ban jaaye jannat bhulaake, hum teri aankhon ke ashq ban jaaye ashq ban jaaye, pal tham jaaye ashq ban jaaye, yeh pal tham jaaye haathon ki, kismat ki koi jaane na maane saath hai kitana hasin kaash yeh pal tham jaaye, aapke hum ban jaaye jannat bhulaake, hum teri aankhon ke ashq ban jaaye

Jal の他の曲

Jal →

関連歌詞