Tum Hi Aana
MS

Tum Hi Aana 歌詞

ジャンルAlternativo Indie
時間2:13
原文言語MS
閲覧数5.1K
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Tere Jaane Ka Gham Aur Na Aane Ka Gham Phir Zamaane Ka Gham Kya Karein? Raah Dekhe Nazar Raat Bhar Jaag Kar Par Teri Toh Khabar Na Mile Bahut Aayi Gayi Yaadein Magar Iss Baar Tum Hi Aana Iraade Phir Se Jaane Ke Nahi Laana Tum Hi Aana! Oh oh oh oh oh oh Koi Toh Raah Woh Hogi Jo Mere Ghar Ko Aati Hai Karo Peechá Sadaaon Ka Suno Kya Kehna Chaahti Hai Tum Aaoge Mujhe Milne Khabar Yeh Bhi Tum Hi Laana Bahut Aayi Gayi Yaadein Magar Iss Baar Tumhi Aana Marjaavaan Marjaavaan Meri Dehleez Se Hokar Bahaarein Jab Guzarti Hain Yahaan Kya Dhoop Kya Saavan Hawaayein Bhi Barasti Hain Humein Pucho Kya Hota Hai Bina Dil Ke Jiye Jaana Bahut Aayi Gayi Yaadein Magar Iss Baar Tum Hi Aana Marjaavaan Marjaavaan

Jubin Nautiyal の他の曲

Jubin Nautiyal →

関連歌詞