Chalay Thay Saath
VI

Chalay Thay Saath 歌詞

ジャンルPop
時間5:21
原文言語VI
閲覧数445
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

VI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
chalay.. chalay thay saath saath rukay.. rukay thay saath saath kitna haseen tha apnsa safar saaray jahan ki khushian theen saath bichar gayay hum dukh ki hay baat mairi zindagi mairay saath nahin chalay.. chalay thay saath saath rukay.. rukay thay saath saath kaisay na karta usko main pyar uski haseen main sukh thay hazaar bichar gayay hum dukh ki hay baat mairi zindagi mairay saath nahin kia socha hua kia dooor ho kay mila kia main nay uss kay dil ko tora kia? ya phir uss nay mujh ko chora kia? bandhan tha yeh tora kia? baat mairi sunn lay woh kaash daikhay mujhay woh sochon main yon khoya hon main jaga hon ya soya hon main? jaanay kitna roya hon main! chalay.. chalay thay saath saath rukay.. rukay thay saath saath chalay..

Junoon の他の曲

Junoon →

関連歌詞