Dil Dil Se Mila Kar Dekho
MS

Dil Dil Se Mila Kar Dekho 歌詞

ジャンルWorld Music
時間3:03
原文言語MS
閲覧数393
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Dil dil se mila kar dekho Nazaron mein sama kar dekho Apna to bana kar dekho Hoti hai mohabbat kya Hum pyaar mein kho gaye aise Pardes mein rahi jaise Ulfat ka nasha jab ho hi gaya Daaman ko chhuraaye kaise Nazaren to uthaa kar dekho Vo teer chalaa kar dekho Apna to bana kar dekho Hoti hai mohabbat kya Dil dil se mila.. Lahra ke hava jab aayi Phir dakhne lagi tanhaayi Dil pahooncha vahan Dilvar tha jahan To bajne lagi shehnayi Dil mein to bitha kar dekho Kuchh paas to aa kar dekho Apna to bana kar dekho Hoti hai mohabbat kya Dil dil se mila..

Kishore Kumar の他の曲

Kishore Kumar →

関連歌詞