Dukhi Man Mere
MS

Dukhi Man Mere 歌詞

ジャンルWorld Music
時間3:07
原文言語MS
閲覧数145
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Dukhi man mere sun mera kehna Jahan nahin chaina wahan nahin rehna Dard hamaara koi na jaane Apni garaj ke sab hain deewane Kiske aage rona royen Des paraaya log begaane Dukhi man mere Laakh yahan jholi phailale Kuchh nahin denge is jag wale Pathhar ke dil mom na honge Chahe jitna neer bahaale Dukhi man mere Apne liye kab hain yeh mele Hum hain har ek mele mein akele Kya paaega is mein rehkar Jo duniya jeevan se khele Dukhi man mere

Kishore Kumar の他の曲

Kishore Kumar →

関連歌詞