Aa Phir Se Mere Pyaar Ki Qismat Sanwaar De
SQ

Aa Phir Se Mere Pyaar Ki Qismat Sanwaar De 歌詞

ジャンルInstrumental
時間2:59
原文言語SQ
閲覧数756
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

SQ
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Aa Phir Se Mere Pyaar Ki Qismat Sanwaar De Ujade Hue Chaman Ko Payaam-E-Bahaar De Jab Tu Nahin To Dil Bhi Nahin Iktiyaar Mein Ik Umr Kaat Di Hai Tere Intazaar Mein Is Beqaraar Dil Ko Kabhi To Qaraar De Ujade Hue Chaman Ko Kab Se Mera Kayaal Tere Dil Se Duur Hai Kashti Kisi Garib Ki Saahil Se Duur Hai Aa Ab To Aa Ke Mujh Ko Kinaare Utaar De Ujade Hue Chaman Ko

Lata Mangeshkar の他の曲

Lata Mangeshkar →

関連歌詞