Chali Aaj Gori Piya Ki Nagariya
EO

Chali Aaj Gori Piya Ki Nagariya 歌詞

ジャンルInstrumental
時間3:52
原文言語EO
閲覧数885
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

EO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
chali aaj gori piya ki nagariya - 2 mangiya mein sinduur odhe chunariya - 2 chali aaj gori piya ki nagariya... dulaaron se paali ye komal kali si - 2 chhipi maan ke aanchal mein jaisi dari si wo hi aaj jaaye paraayi nagariya..... ankhiyon mein aansuu hain saanson mein aandhi - 2 sajan se milan ko sajaniya hai jaati nainon se tham tham ke barase badariya... - 2 chali aaj gori piya ki nagariya

Lata Mangeshkar の他の曲

Lata Mangeshkar →

関連歌詞