Dil Jalega To Zamane Mein
MS

Dil Jalega To Zamane Mein 歌詞

ジャンルInstrumental
時間3:28
原文言語MS
閲覧数881
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
dil jalega to zamaane mein ujaala hoga -2 husn zarron ka sitaaron se niraala hoga dil jalega ... kaun jaane ye mohabbat ki saza hai ke sila -2 ham kinaare pe bhi pahunche to kinaara na mila bujh gaya chaand kisi dard bhare dil ki tarah -2 raat ka rang abhi aur bhi kaala hoga dil jalega ... dekhana roegi fariyaad karegi duniya -2 ham na honge to hamein yaad karegi duniya apane jeene ki ada bhi hai anokhi qad (??) ke -2 apane marane ka bhi andaaz niraala hoga dil jalega to zamaane mein ujaala hoga dil jalega ...

Lata Mangeshkar の他の曲

Lata Mangeshkar →

関連歌詞